Aankhein bahut kuchh keh detin hain mann ki...
meet ban jaati hain beete samay ki...
chalchitra-sa dikhla ke pichhle dino ka...
kshan-bhar mein chhalkaatin bundein bhi jal ki!!!
Waqt ne chheen li masumiyat jo humse
bah nikli aankhon ke darazon se jo ~ bachchon-si hansi thi!
5 comments:
well, i was touched by those lines but words r too difficult..it took me time to understand them...but it is really a great work and an awesome attempt which can only be done by an artist...
Aka Ashi
thank u ashi... but artists are never so selfish...right?
... no words left to exppress..except...... LOVELY!
Keep it up Buddy!
bah nikli aankhon ke darazon se jo-bachchon si hansi thi...
bahut hi sahi kaha...
bahut hi achhi hai yeh Kavita..
sach mein waqt ne maasoomiyat chheen li hai humse.
Jo aankhein baat baat mein roti theen ab mushkil se mushkil ghadi mein nam bhi nahin hoteen..jaise aankhein na hon patthar ho koi.
bahut hi achhi kavita...
:)
thank u piyush.
Post a Comment